Youtube channel start karne ke liye 62 Topics/Ideas

Hello Dosto aapko sabhi ko bloggingjankari.com me ek baar phir se bahot bahot swagat hai , Umid karta hoon sab ache honge.Aaj ke is article me aapko Youtube channel start karne ke liye 62 Topics/Ideas share karne wala hoon. Toh chaliye jante hein.

Aap ko to pata hi hoga youtube ek video sharing platform jo ki abhi google ke andar kaam karta hai jisme koi bhi insaan aapna channel kholke kuch bhi share kar sakta hai aur koi bhi visitor jo chahe wo video dekh sakta hai.Jo log youtube me channel khol ke video share karte hain unko ham youtuber kahte hain.



Youtube me channel kholna bahut hi assan hai bas chahiye ek pc/mobile aur internet connection.koi bhi insaan bahut hi assani se youtube channel khol sakta hai par sabse important part ye hai ki youtube channel koun se topic ke upar banaye jaen, wese dekha jaye to topic to bahot sare hain lekin ham ye decide nahi kar pate ki kounsi topic ke upar video banyen jo ki hamre liye achha hai.

mere hisab se yadi aap koi youtube channel banate hain to 2 chizzon ko base karke banaye pahla hai @aapke hubby ke hisaab se banayen ,second one is @aap jis v subject me expert ho usme banyen, ek baat aur yadi aap expert nahi ho to ghabrane ki koi baat nahi aap jis v subject me video banane ko chahte ho us subject ke bare me knowledge collect kar sakte hain aur wohi knowledge share kar sakte hain.

Youtube channel start karne ke liye 62 Topics/Ideas



  1. Tech Videos

  2. Technical Gadgets review

  3. Tech related tutorial

  4. Blogging tutorial

  5. Vlogging tutorial

  6. Tech News presentation

  7. Software reviews

  8. Video editing

  9. latest technology

  10. Business related videos-Stock market, Share Market,Start Up

  11. Investment ideas

  12. Insurance policies related videos

  13. Business ideas

  14. Photography tips

  15. Tips and tricks-Smartphone tricks

  16. Money saving tricks

  17. Recharge tricks

  18. Android/ios/windows tricks

  19. Sports Videos-Martial Art ,Cricket Football tricks

  20. Money saving Tax saving tips

  21. Online teaching videos-Study materials

  22. Fashion-Man Fashion tips, Owmen fashion tips

  23. Carrer consultation

  24. Hubby videos-Dance ,Singing, mimicry, instrumental, acting, magic tricks

  25. Website development-Blogger tricks, Wordpress tricks

  26. Life style vlogging

  27. Moto vlogging-Car accessories ,bike accessories car bike review

  28. Personality development videos

  29. Motivational speaking

  30. Story telling

  31. Gaming

  32. Agricultural

  33. Interview

  34. News channel

  35. Cooking

  36. Grooming

  37. Make up videos

  38. Online, offline shopping tricks

  39. Astrology

  40. Interior designing

  41. Political Videos

  42. Comedy Videos

  43. Employment related videos

  44. Travel vlogging

  45. Life style vlogging

  46. Social experiments

  47. Fitness based Videos-Yoga

  48. Cooking videos

  49. DIY videos

  50. Mysterious story telling

  51. Biography story telling

  52. Pets Training

  53. Cartoon animation comedy

  54. Funny Dubbed videos

  55. Travelling Vlogs

  56. Medical tips

  57. Ayurvedic Remedies

  58. Homeopathic Remedies

  59. Art & Crafts Videos

  60. Roast videos (Kisika Mazak Udana)

  61. Survival Tips

  62. Competitive Exam tips


Me asha karta hoon ki yeh chhoti si Article "Youtube channel start karne ke liye 62 Topics/Ideas" aap sabhi ko pasand aya hoga aur informative Rahi hogi. Article padhne keliye bahut bahut dhanyabad, koi doubt arise hua to comment ke madhyam se batayen,Thank you.

Post a Comment

0 Comments